Showing posts with label Music Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Music Lyrics. Show all posts

Download Wadi-e-Ishq MP3- Hum Sitaray OST (Title Song)

Download Wadi-e-Ishq Title Song- Hum Sitaray OST

Wadi-e-Ishq Title Song - Hum Sitaray TV Drama

Beautiful song from a drama that airs on Hum Sitaray TV. It's a Turkish drama with Urdu Dubbing. However, the Urdu song is melodious. Read The Lyrics!

Read Lyrics – Wadi-e-Ishq:
Dil mera rehta hai jin khawabon mein gumm
unn saaray khawabon ki taabeer ho tum
har lamhay har pal bus
tumhe jeeta hoon main
jis ki tum manzil ho
wohi rasta hoon main
meri dharkan kehti hai
mere dil mein raho
main yeh jaanoon…main yeh maanoon
tum bus mere ho
tumhen paa k lagti hai
mujhe duniya haseen
tum bin to mera jeevan
ab kuch bhi nahin
Wadi-e-Ishq mein kho gaya dil mera
Hai Tumhi se juri Meri Yeh wafa
main ne chahha tumhe, har ghari jis tarah
tum bhi chaho yunhi, hai dua
qismat ne yeh kaisi… karwat li hai
meri duniya pal bhar mein yun badli hai
sub mosam .sub manzar mere sung hain
jeevan mein mann chahe.. saaray rang hain
Wadiye Ishq mein kho gaya dil mera
Hai Tumhi se juri Meri Yeh wafa
main ne chahha tumhe, har ghari jis tarah
tum bhi chaho yunhi, hai dua

Download Teri Yaad by Sajjad Ali - MP3/Video/Lyrics Pakistani Music

Ab Khud Hi Kuch - Strings & Atif Aslam Download Audio (MP3/WMA) Video & Lyrics

Ab Khud Hi Kuch Karna Paray Ga by Strings

by Strings ft. Atif Aslam

Download Ab Khud Kuch in audio MP3/WMA (Atif Aslam &Strings)

you can enjoy this page at apnapakistan.net as well!
Download the song using this link given above and share with others using facebook, and twitter - and remember to join us on facebook and twitter!
Watch The Video



Lyrics by Bilal Maqsood

Hathoon pe dhare hum haath bethenge kab tak?
kya badle hai halat aisey ab tak
kab tak roona pareyga
jo hai khona pareyga
kehta hoon sunloo mere yaar

ab khud kuch karna pareyga humko
chalna pareyga marna pareyga
ab khud kuch karna pareyga

kitne sawaloon ke jawab miley hain ab tak
kitna kiya hai intezar aur karooge kab tak
kab tak roona pareyga
jo hai khona pareyga
kehta hoon sunloo mere yaar

ab khud kuch karna pareyga humko
chalna pareyga marna pareyga
ab khud kuch karna pareyga

yeh kahani howi purani kitne logoon ki suni zubani
tumhein jo kehna hai kehdo yeh waqt hai zamana kaheyga
iss kahani ka akhir ab tum ko badalna pareyga

ab khud kuch karna pareyga humko
chalna pareyga marna pareyga
ab khud kuch karna pareyga humko
chalna pareyga marna pareyga
ab khud kuch karna pareyga humko
chalna pareyga marna pareyga
ab khud kuch karna pareyga

Download Toofan-e-Mann by Wajd - MP3/WMA & Video

Toofaan-e-Mann by Wajd MP3/WMA
Download Toofaan-e-Maan MP3/WMA
Wajd the Band - Toofan-e-Mann


Click Here to Download


Watch The Video:



Lyrics:
Umeed Ki Fizaen Ander Samaye Huwe
Josh Ki ghatayen ander uthaye huwe..
..
Yeh Toofan-e-Mann Tera Mera
Yeh Ankhat Lagan Mein Bhi
Yeh Toofan Ayega 
Jaavedan
SEND COMPLETE LYRICS

Bohemia (punjabi rap star) Lyrics - Special Release

[Da+Rap+Star+April09.jpg]
Bohemia: Lyrics of his Punjabi Rap
Rajay de chalde chalde pairin pehge challay,
Uthun nikle ne vehri yaar mere saray,
per minu koi paya nai rok
weh main pesa nasha pyar wech chappay inney note,
minu kalakar kehnde kalakar
baki jere punjabi rapper saray adakar,
main anoki cheez munday karen meri rees,
kali denali wich pichay police....

Chaali Pra (40 Brothers) by Imran Khan MP3/WMA

Download this exclusive Imran Khan Single - Chali Pra

MP3/WMA 2009 Release

Imran Khan - Chali Pra (40 Brothers)

Lyrics:

"Aisha de 40 pra pichey pajey aye, naseya main bar nu sida apnay kar nu, Arabi'an da pichey mere lageya tufan, minu pata-ki idey inay saray praa san, duje deyare akay Aisha da pagel peyo puri oh jang lehke agey sadey buhe nu, minu oh kehnda idey nal weya kar hun, socha main keryan pangayean wich pey-geya hun....."

Lyrics: Koi Aanay Wala Hai by Strings (w. chords)

Here are the chords of this song also.

A G
Dhadkan keh rahi hai

D A
Yahan koi aanay wala hai

A G
saawan keh raha hai

D A
baadal koi chhaanay wala hai

A G G G A
mann mera … paagal … dhoondhe tujhe ghabra ke

A G
mauje(waves) keh rahi hai

D A
saahil koi aanay wala hai

A G
koyal keh rahi hai

D A
saathi koi gaane wala hai

A G G G A
ek naya aasmaan mil gaya hai hume tujhko paa ke

A G
hooooooo

D A
hooooooo

A G
hooooooo

D A
hooooooo

A G A
aaj mera jahan tum hi tum ho

A G A
aaj meri daastaan tum hi tum ho

A G A
tum yahan tum wahan jaane jana

G D A
jau main ab jahan tum hi tum ho

A G G G A
mil gaya raasta aisa phoolo bhara chalte chalte

A G
dhadkan keh rahi hai

D A
yahan koi aanay wala hai

A G
saawan keh raha hai

D A
baadal koi chhanay wala hai

A G G G A
mann mera paagal … dhoondhta hai tujhe ghabra ke

A G
hooooooo

D A
hooooooo

A G
hooooooo

D A
hooooooo

Lyrics: Neend Na Aye by Fuzon

Neend Na Aye Lyrics - Fuzon

neend na aye
tere bina *2
dil ghabraye tere bina
chain na aye tere bina
kaise woh din the ke tu na jab paas thi?
lekin woh din the judai jab raas thi

ab kyun satati hai har pal hamain
yeh khushboo teri?
gunjti hai kyun hansi har su teri?
neend na aye tere bina
dil ghabraye tere bina
chain na aye tere bina

kaise woh din the ke tu na jab paas thi?
lekin woh din the judai jab raas thi
ab kyun satati hai har pal hamain
yeh khushboo teri?
gunjti hai kyun hansi har su teri?

lauta de phir woh vaade mere woh baatein meri
tere liye kati jaag ke woh raatein meri
lauta de phir woh vaade mere woh baatein meri
tere liye kati jaag ke woh raatein meri

neend na aye tere bina *2
dil ghabraye tere bina
chain na aye tere bina
neend na aye tere bina
dil ghabraye tere bina

neend na aye tere bina....

Roya Re by Shiraz Uppal - from Dhoka

Roya Re Dil Roya Re (Dhoka 2007)
Shiraz Upal

Tanhaayi
Sangdil Tanhai
Sang Laayi
Yaad Teri Sang Layi

Baar Baar Ho Bahaar
Phir Se Yaad Aayi
Sooni Sooni Raah Dil Ki
Jisne thi Sajayi
Tanha Dil

Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re

Har Taraf Bikhre Hain Teri, Yaad Ke Hi Nishaan
Meri Har Ik Cheez Mein Hai, Teri Hi Parchayiaan

Tu Hi Hota Hai
Tu Hi Rehta Hai
Mujh Mein Har Dam Sada

Pass Bhi Tu Hai
Door Bhi Tu Hi
Hai Yeh Kaisi Khala

Yaad Ban Ke Ashq Teri
Aankhon Mein Samaayi
Yaad Ban Ke Ik Hasi
Honton Pe Bhi Aayi
Tanha Dil

Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re

Chaand Suraj Bhi Waheen Hain, Hai Waheen Aasmaan
Zindagi Bhi Chal Rahi Hai, Chal Raha Hai Jahaan

Main Hi Thehra Hun
Khud Mein Simta Hun
Dil Hai Gham Se Bhara

Bin Tere
Kaise Jeeun Mein
Kuch To De Mashwara

Zindagaani Aisi Reh Guzar
Pe Mujhko Laayi
Saaye Se Bhi Ab Tere
Ho Gayi Judaayi
Tanha Dil

Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re
Roya Re, Dil Roya Re

Lyrics: Pehli Nazar Mein by Atif Aslam from Race

Pehlee Nazar Main
Atif Aslam - Race

Pehli nazar mein

Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya
Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke
Aa jee le zara

Mein hoon yahan
Tu hai yahan
Meri bahon mein aa
Aa bhi ja
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
I love u
I love u so
Baby i love u

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa ) ….. 2

(Kar diya Deewana dard-e-Kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai) ….. 2

Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa) ….. 2

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
Baby I love u
I love u…

Lyrics: Hungami Halaat by Atif Aslam

Hangaami Halat
Atif Aslam

Hungami Halaat

ghar se main nikla hoa, jana bhi garmi zameen
sab ko nashistain milin, safar yoon chalta raha
apna hai kauin yahan, sab ko hai apni pari
main hi bichaara raha, koi na manzil meri!

Hangami Halaat, x4

kaisa zamana hai yeh, dolat hi sab kuch bani
jhagra isi baat ka, taqat hai bas yeh meri
bholay hain sab hashr ko, batadi soch ki ghari
duniya hai usko mili usay nazar jis ki hoi

Hangami Halaat, x4

kab tak samaitoon ga, kab talak behlaoon ga
dil ki main joti ko, kaise jalaoon ga

kis ka saath hai yahan, kaun zakhm bharey
yeh josh hai yon rawan, samjho kia sang chaley

Hangami Halaat, x4

Lyrics: Sajni by Jal

Sajni Paas Bulao Na
Jal

Main teri aankhon mein rehtaa hoon
Tujhay pataa naa chalay
Teray har pal mein guzraa hoon
Tujhay pataa naa chalay

Karay to phir kyaa karay
Teray bin kaisay jiye
Aankho mein pyaar liye
Bolo kahaan kahaan phiray

Khafaa to hum bhi hai tum bhi ho
Humay pataa naa chalay
Judaayi kaa mujhay gham bhi hai
Koi aisi khataa naa karay

Karay to phir kyaa karay
Teray bin kaisay jiye
Aankho mein pyaar liye
Bolo kahaan kahaan phiray

Sajni paas bulaao naa
Ki dil aaj tootaa hai
Aaj tootaa hai
Saajan maan jaao naa
Ki woh aaj roothaa hai
Aaj roothaa hai

Koi ussay manaaye naa
Jaan-e-jaan
Dil tujhay hee chaahay naa

Humay dil se bhulaao naa
Yahee ab kehnaa hai
Ab kehnaa hai
Tum paas aao naa
Aao naa

Sajni paas bulaao naa
Saajan maan jaao naa
Sajni paas bulaao naa

Sajni paas bulaao naa
Ki dil aaj tootaa hai
Aaj tootaa hai
Saajan maan jaao naa

Sajni paas bulaao naa
Saajan maan jaao naa
Sajni paas bulaao naa

Lyrics: Meray Log by Noori (Ali Noor & Ali Hamza)

Mere Log
Noori

Meray yaar, meray dost
Meree kainaat mudhosh
Sab kho gayay hain kahaan?
Meray log

Meray yaar, meray dost
Mera dhoondta dil behosh
Sab so gayay hain kaan?
Meray log

Meray yaar, meray dost
Meree aarzoo khamosh
Kab jaag utthein gay sab?
Meray log


Par jo aaj hai kal na ho
Chahay na dil yeh mera aaj jo bhi hai kal na ho
Bhoolo na bhoolo na meray yaar
Aitebaar hai uss paar
Tum badlo!
Badlein dil!
Badlein log!


Meray yaar, meray dost
Meree bandagee pe hai rog
Kab jaag utthein gay sab?
Meray log

Meray yaar, meray dost
Ab doon mein kiss ko dosh?
Kyoon bhool gayay sab?
Meray log

Lyrics: Meri Kahani by Atif Aslam

Meri Kahani

Atif Aslam - Read Lyrics

Jhula jhulaiy yai panghat nadiya kinaray
Yai angan nindiya tu ana
Hawa kay sang mujhko bhi tu dekhana
Apnay rang suno meray dil janiya
Kahani mani ek din mairay sang yai jahan
Tan maira kuch aur tera bhi arma
Janey dil main kia kuch yai basa tha
Yai maire hai kahani
Yai maire kahani......

jhula jhulaiy yai panghat nadiya kinaray
Yai angan nindiya tu ana
Hawa kay sang mujhko bhi tu dekhana
Apnay rang tera maira galiyon main yai phirna
Phirtay phirtay raton ko yai thakna
Thak kay nani ki godi main sona
Pariyon kay dais ja kay na ana
Yai maire hai kahani
Yai maire kahani....

Koi fikar the na koi bahana
Muthe main tha jaisay zamana
Kache zaban main wo geet gana
Naiy khelonay sab ko dekhana
Mang liya zindagi se zaiyada
Chin gaya wo jis ne kiya wada
Kon laiy wo pal jo suhanay
Betay thay jo wo guzray zamanay
Yai maire hai kahani
Yai maire hai kahani.....

Lyrics: Pyar Kia Hai by Nida Arab

SONG:''PIYAR KYA HAI'' by Nida Arab

aansoo yeh kaisey aankhon say barsay
mujh say milney ko tera dil tarsay
meri shararat main kyun tu dhoonday
meri mohabbat meri ijazat
mujh ko tu aisay chor daay
raho ko apney mor daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
kal jo bhi ho ga wo kal ko hai pata
kasmay yeh waday ab tu mujh na bata
har pal main rehta hai koi aik pal naya
socha jo main nay jahan wo mil giya
mujh ko aisay aisay na tu sata
pyar kya hai mujh ko na tu bata
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
meri nigaaon main yeh kya raaz hai
iss main chupey jo teri har saan hai
yu khooya rehta hai tu yaadon main meri
mera yeh dil ab bhi meray paas hai
mujh ko aisay aisay na tu sata
pyar kya hai mujh ko na tu bata
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay


From: http://www.nidaarab.com/lyrics/pyarkiahai.htm

Lyrics: Chahtein by Nida Arab

SONG:''CHAHATAIN'' by Nida Arab

chahatain kaha hai so gaye
rahatain kaha hai kho gaye
pyasay hai hum kyu aab pyar kay
kyu chup hai betay har kay
pyar say kuch kaho kuch kaho pyar say
bann kay shola biyan kholo apney zubai
muntarzer hai jahan baar do rang pyar kay zinda kar do jahan
maut kay tajaro ka na dhar ho yahan jee sakhay insan
khoon kar na sakhay phir koi yahan
chahatay kaha hai soo gaye
rahatay kaha hai koo gaye
pyasay hai hum kyu aab pyar kay
kyu chup hai betay har kay
pyar kee bolian dharkano main basay
aamney kee aabsharay bahan
dosti key baharo say rahan sajay
wo hawahoo main chahat key sunndey hasey
charay kalion key maan khilay
haat main haat lay kar hum tum jiya

Lyrics: Bolo Na by Nida Arab

SONG:''BOOLO NA''

sochtay ho kya tum jantay ho kya tum bolo haan bolo na
main na bawafa hoon na tum sey khafa hoon boolo haan
bolo na
meri ankhon main dekho na meray dil ko sumjo na
main na jano teray dil main hai kya kuch tu bolo dil ko kholo na
meray paas aajao na kuch guunganao na dorr nahi jayo na pyar azmayo na
meray paas aajao na kuch guunganao na dorr nahi jayo na pyar azmayo na
nazaray yeh teri kaisay kyu mujh ko dekhay asay boolo haan boolo na
mujh ho teri kasam dil main hai tera bharam boolo haan
bolo na
meri ankhon main dekho na meray dil ko sumjo na
main na jano teray dil main hai kya kuch tu bolo dil ko kholo na
meray paas aajao na kuch guunganao na dorr nahi jayo na pyar azmayo na
meray paas aajao na kuch guunganao na dorr nahi jayo na pyar azmayo na
baarish ko asay tum na janay do
boondain dil main samanay do
dooba dooba yeh jo chehra hai
pyar main iss ko muskoranay do
pyar main iss ko muskoranay do
meri ankhon main dekho na meray dil ko sumjo na
main na jano teray dil main hai kya kuch tu bolo dil ko kholo na
meray paas aajao na kuch guunganao na dorr nahi jayo na pyar azmayo na
meray paas aajao na kuch guunganao na dorr nahi jayo na pyar azmayo na

Kaise Main Bhulaoon ((Khuram Jani)) - Lyrics

Kaisay Main Bhulaaoon - Lyrics (Khurram Jaani)

Download Here

kaise main bhulaoon
beeta huwa kal
yadon mein basa hai
ik ik pal
teri mulaqaten
phoolon jaisi baten
ab to hai jeevan mera

kaise main bhulaoon
beeta huwa kal
yadon mein basa hai
ik ik pal
teri mulaqaten
phoolon jaisi baten
ab to hai jeevan mera

aja aja aja aja aja meri jaane jaan
aja aja aja aja aja meri jaane jaan

tere bina tere bina jiya mohra lage na
tere bina tere bina jiya mohra lage na

yaar to mujh se rooth gaya hai
prem ka sapna toot gaya hai
yaar ke badle dard mila hai
dil ka lagana aik saza hai
tere bin yaara
soona jag sara
dhoka kioun tu ne diya

kaise main bhulaoon
beeta huwa kal
yadon mein basa hai
ik ik pal
teri mulaqaten
phoolon jaisi baten
ab to hai jeevan mera

hey…….heyyyy…..
aankh se pani
baras raha hai
mann bechara taras raha hai
pyar ki reet hai
khoob nibhai
kuch bhi na socha
oh harjai
galay se laga ke
sapnay dikha ke
dhoka kioun tu ne diya

kaise main bhulaoon
beeta huwa kal
yadon mein basa hai
ik ik pal
teri mulaqaten
phoolon jaisi baten
ab to hai jeevan meraaaaaaaa

aja aja aja aja aja meri jaane jaan
aja aja aja aja aja meri jaane jaan

tere bina tere bina jiya mohra lage na
tere bina tere bina jiya mohra lage na

teri mulaqaten
phoolon jaise baten
ab to hai jeevan meraaaaa
kaise main bhulaoon
beeta huwa kal
yadon mein basa hai
ik ik pal

Azal - Aisi Taisi Lyrics

These are the lyrics for the new single Aisi Taisi by Azal The Band:

Koi Ham ko Sahara De
Aansyun ko Kinara De
Zindagi Hai.. Koi Naam De
Hooooo

Koi Ham ko Sahara De
Jeena Hamm Ko Dobara De
Chahaton Ka Hamm Ko Jaam De

System ki Ghulami Kiun Karen
Darr Darr Ke Kaahey Ko Maren
Pesa Hai Paas
To Kiun Udaas
Maar Thokarr
Duniya Ki Aisi Taisi

Koi Ham ko Sahara De
Aansyun ko Kinara De
Zindagi Hai.. Koi Naam De
Hooooo

Koi Ham ko Sahara De
Jeena Hamm Ko Dobara De
Chahaton Ka Hamm Ko Jaam De

System ki Ghulami Kiun Karen
Darr Darr Ke Kaahey Ko Maren
Pesa Hai Paas
To Kiun Udaas
Maar Thokarr
Duniya Ki Aisi Taisi

[Music]

Kesi Yeh Viraani hai
Jhoota Aankh ka Paani hai

Kesi Yeh Viraani hai
Jhoota Aankh ka Paani hai

Kis ko Hamm Apna Samjhen
Kon Apni Diwani hai

Ghut Ghut Ke Jeena Chor De
Aansoo ko Peena Chor De
Pesa Hai Paas
To Kiun Udaas
Maar Thokarr
Duniya Ki Aisi Taisi

Koi Ham ko Sahara De
Aansyun ko Kinara De
Zindagi Hai.. Koi Naam De
Hooooo

Koi Ham ko Sahara De
Jeena Hamm Ko Dobara De
Chahaton Ka Hamm Ko Jaam De

System ki Ghulami Kiun Karen
Darr Darr Ke Kaahey Ko Maren
Pesa Hai Paas
To Kiun Udaas
Maar Thokarr
Duniya Ki Aisi Taisi

[Music] Rip Tip Tooru

Hooo
Jalti Aag Hai Seene Men
Roshni hai Gherey Men

Jalti Aag Hai Seene Men
Roshni hai Gherey Men

Kaanton ki Yeh Daldal hai
Jeena Kitna Mushkil Haiiiii

Chadd Yaraa Rona Chor De
Duniya ki Rasmein Torr De

Kismat Hai Saath
To Kiun Udaas
Maar Thokarr
Duniya Ki Aisi Taisi

Koi Ham ko Sahara De
Aansyun ko Kinara De
Zindagi Hai.. Koi Naam De
Hooooo

Koi Ham ko Sahara De
Jeena Hamm Ko Dobara De
Chahaton Ka Hamm Ko Jaam De

System ki Ghulami Kiun Karen
Darr Darr Ke Kaahey Ko Maren
Pesa Hai Paas
To Kiun Udaas
Maar Thokarr
Duniya Ki .......

Laaree Chootee from Ek Chalees Ki Last Local

Laree Chootee [Laree Chotee] from Ek Chalees Ki Last Local

Woh Kehte Hai Na
Jo Hota Hai Achche Ke Liye Hota Hai
Galat Kehte Hai

Kismat Ka Khel Hai Saara
Phirta Tha Main Aawaara
Yeh Kya Se Kya Ho Gaya
Chaar Din Ki Zindagaani
Har Pal Ek Nayi Kahaani
Kya Tha, Main Kya Bana Gaya
Kya Huva Jo Laaree Chhooti
Jivan Ki Gaadi Looti
Kwaab Hai Toh Mujhko Na Jaga
Zindagi Ek Pal Mein Saali
Yuun Palat Gayi Hamaari
Zhoot Hai Toh Mujhko Na Bata

Mumbai, Suna Tha Yahaan Aadami Puri Zindagi Apani Kismat
Slow Track Se Fast Track Laane Mein Nikaal Deta Hai
Par Dhaayi Ghante Mein Meri Kismat
Aise Slow Track Se Fast Track Par Aa Jaayegi
Yeh Maine Kabhi Socha Nahi Tha
Saja Maja Ban Jaayegi, Yeh Bhi Kabhi Socha Nahi Tha
Last Local Kya Chhuti, Saala Kismat Patari Par Aa Gayi

Karlo Jo Bhi Karna Hai
Hota Hai Jo Hona Hai
Gujra Toh Pal Yeh Phir Na Aayega
Kya Bura Hai Kya Bhala Hai
Waqt Hi Shaayad Khuda Hai
Ho Jaane Do Phir Dekha Jaayega
Kya Huva Jo Laaree Chhooti
Jivan Ki Gaadi Looti
Kwaab Hai Toh Mujhko Na Jaga
Zindagi Ek Pal Mein Saali
Yuun Palat Gayi Hamaari
Zhoot Hai Toh Mujhko Na Bata

Woh Kehte Hai Na
Jo Hota Hai Achche Ke Liye Hota Hai
Sahi Kehte Hai
Jivan Ki Gaadi Looti


Song: Laari Chooti
From the movie: Aik Chalees Ki Last Local

Browse

Home   |   Pakistani Media   |   Contact Us   |   Sitemap

eXTReMe Tracker